Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Chitalkar
Home Chitalkar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai pijaayein aansuon ko bas wo jigar jigar hai bas wo jigar jigar hai aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai bedard zamana ya aaaa bedard meri kismat milkar bhi mil na paaye ummeed par guzar hai ummeed par guzar hai aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai aankhon mein aa ke theharo ya dil mein aa ke theharo ye bhi tumhara ghar hai wo bhi tumhara ghar hai wo bhi tumhara ghar hai aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai hum dil to apna pehle hi tumko de chuke hain hum dil to apna pehle hi tumko de chuke hain ik jaan reh gayi hai to wo bhi ab nazar hai to wo bhi ab nazar hai aye aankh ab na rona rona to umrr bhar hai
bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote o o o o o o naye zamaane ki ye chhaila ujle kapde dil hai maila rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi kadki chaayi kadki chaayi kadki chaayi rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi fashion mein dil ote pote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote naye zamaane ki ye naari oonchi sandal banki saadi nainon mein kajra honthon pe laali haath mein kangan kaan mein baali kaan mein baali nainon mein kajra honthon pe laali nakhre bade mote mote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote husn aur ishq ki ye ladayi suru se jug mein hoti aayi na koi jeete na koi haare ajee kyun na phir miljaayein pyaare na tum bade na hum chhote naam bade aur darshan chhote darshan chhote
kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai milti nahin hai manzil raahi jo ho akela do hon to phir jahaan bhi chaahe laga lo mela dil mil gaye to phir kya jangal bhi ek ghar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain kuchh to hai aaj jiskaa har cheez par asar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kudrat ye keh rahi hai aa dil se dil mila le ulfat se aag lekar dil ka diyaa jalaa le sachchi agar lagan hai phir kiskaa
mere piya mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye hum barma ki galiyon mein aur tum ho dehradun tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare tum bin saajan january february ban gaye may aur june
aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday meri jaan meri jaan sunday ke sunday aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday i love you bhaag yahan se tu o ya ya i love you bhaag yahaan se tu tujhe paris dikhaaun tujhe london ghumaaun tujhe brandy peelaun whishky peelaaun aur khilaaun khilaaun murgi ke murgi ke andey andey aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday main dharam karam ki naari tu neech videshi abhichaari main dharam karam ki naari tu neech videshi abhichaari maama hain ganga pujaari maama hain ganga pujaari baba kaashi ke kaashi ke pandey pandey aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday aao haathon mein haath le walk karen hum aao sweet sweet aapas mein talk karen hum are hatt saiyaa mera pehalwan hai maare dande hazaar haan haan maare dande hazaar saiyaa mera pehalwan hai maare dande hazaar haan haan maare dande hazaar bhaag jaayega bedum bandar dega jo lalkaar bhaag jaayega bedum bandar dega jo lalkaar maare gin
phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein dil mein jo baat hai aankhon mein chali aayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand yeh samundar ka kinara aa aa aa yeh khamoshi ka samaa aa aa aa yeh samundar ka kinara yeh khamoshi ka sama yeh ik khaab mohabbat ka ik khaab mohabbat ka hai iss waqt jawaan naa koi darr hai zamaane ka na ruswayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand
shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum seeti bajaana chhod do ghadi ghadi khidki mein khadi tum teer chalaana chhod do tum teer chalaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do roz roz tum meri gali mein chakkar kyun ho kaatte ajee chakkar kyun ho kaatte sachchi sachchi baat kahoon main sachchi sachchi baat kahoon main aji tumhaare vaaste tumhaare vaaste jaao jaao hosh mein aao yun aana jaana chhod do yun aana jaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do mujhse tumhein kya matlab hai ye baat zara batlaao baat fakat itni si hai ke tum meri ho jaao aao aao tum meri ho jaao aisi baatein apne dil mein saahib tum laana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do chaar maheene mehnat ki hai aji rang kabhi to laayegi jaao jaao ji yahaan tumhaari daal kabhi galne na paayegi aji daal kabhi galne na paayegi dilwaalon
shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere patta bhi fadke to bijli si kadke patta bhi fadke to bijli si kadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara yaad ye kis ki laayi pakad ke yaad ye kis ki laayi pakad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke aa aa aa aa aa aa dekha jo tumko dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum jee na sakenge tum se bichhad ke jee na sakenge tum se bichhad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke
wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain nighaahen uth uth ke jhuk rahi hain nighaahen uth uth ke jhuk rahi hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain ye jhuthi aahen ye jhuthe aansoon ye jhuthi aahen ye jhuthe aansoon jhalak rahen hain jo har palak mein bata rahe hain bata rahe hain ke toote dil do hazaaron sadmen utha rahe hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain ghadi mein bigde ghadi mein jhagde ghadi mein bigde ghadi mein jhagde hain baithe phir bhi aisi adaa se aisi adaa se dabaa ke apne honthon ko donon hansi ko apni chhipaa rahe hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Aankh Ab Na Rona Sipahiya (1949) 03:11 32255
 
Poster of Sipahiya (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Yakub Khan
Duration : 03:11   Song Number : 32255   

Bholi Surat Dil Ke Khote Albela (1951) 03:40 20227
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 03:40   Song Number : 20227   

Kitna Haseen Hai Mausam Azaad (1955) 03:41 20786
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dileep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 20786   

Mere Piya Gaye Rangoon Patanga (1949) 04:22 20932
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Shyam, Gopi, Nigar Sultana, Purnima
Duration : 04:22   Song Number : 20932   

Meri Jaan Sunday Ke Sunday Shehnai (1947) 04:24 12123
 
Poster of Shehnai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
P L Santoshi
On Screen Actors- 
Dulari
Duration : 04:24   Song Number : 12123   

Phir Wohi Chaand Wohi Baarish (1957) 03:18 36068
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:18   Song Number : 36068   

Shaam Dhale Khidki Talle Albela (1951) 03:40 21229
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 21229   

Shola Jo Bhadke Albela (1951) 04:28 21240
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 04:28   Song Number : 21240   

Wo Humse Chup Hain Sargam (1950) 02:48 15112
 
Poster of Sargam (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
P L Santoshi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rehana
Duration : 02:48   Song Number : 15112   
Karaoke Songs of Chitalkar, Sad Songs of Chitalkar, Love Songs of Chitalkar, Dance Songs of Chitalkar, Hip-hop songs of Chitalkar, Best songs of Chitalkar, Super hit songs of Chitalkar, hit songs of Chitalkar, duet songs of Chitalkar, solo songs of Chitalkar, old songs of Chitalkar, famous songs of Chitalkar, Hindi Karaoke Songs of Chitalkar, Hindi Sad Songs of Chitalkar, Hindi Love Songs of Chitalkar, Hindi Dance Songs of Chitalkar, Hindi Hip-hop songs of Chitalkar, best Hindi songs of Chitalkar, super hit Hindi songs of Chitalkar, hit Hindi songs of Chitalkar, duet Hindi songs of Chitalkar, solo Hindi songs of Chitalkar, old Hindi songs of Chitalkar, famous Hindi songs of Chitalkar, Sing Along Songs of Chitalkar, Sing Along Sad Songs of Chitalkar, Sing Along Love Songs of Chitalkar, Sing Along Dance Songs of Chitalkar, Sing Along Hip-hop songs of Chitalkar, Sing Along Best songs of Chitalkar, Sing Along Super hit songs of Chitalkar, Sing Along hit songs of Chitalkar, Sing Along duet songs of Chitalkar, Sing Along solo songs of Chitalkar, Sing Along old songs of Chitalkar, Sing Along famous songs of Chitalkar